Nai kapray badal kar jaon kahan
Nai kapray badal kar jaon kahan, aur baal bananon kis ke liye
woh shaks tu sheher hi chor geya, main bahir jaon kis ke liye
Muddat se koi aya na geya, sunsaan pari hai ghar ki fiza
inn khali kamron main Nasir abb shamain jalaon kis ke liey
No comments